Monday, 15 December 2014

Jaurasi

jaurasi 

ek chhota sa kasba hai jo smuder tal se lagbhag6000 ft ki uchayi par basa hua hai. yaha ka mausam hamesa thanda rahta hai.january february mai baraf bhi girti hai. yaha anek perkar ki upjatiya rehti hai jinka permukh byawasay krisi  ha, or ye upjatiya BORA, BHATIYA,MANOLA,FIKAL,BSERA,KANYAL,ADHIKARI,etc hai.yaha ke log hamesa ek dusre ki sahayata karne ke liye tatper rehte hai.

jaurasi mandiron ka kasba hai. bajar se 200miter ki duri par balaknath ka mandir hai, jo charo or se devdaar or baaz ke pedo (tree) se dhaka rehta hai,mandir mai pooja path karne ke liye log door door se aate rehte hai,navratriyo mai mandir mai mele ka ayojan kiya jata hai jo is chhetr mai lagne wale melon mai se sabse bada mela hai, mele mai jalebi ko log sabse jyada pasand karte hai. C.S. Bhatia or I.S. Bhatiya ki jalebi ki tuo baat hi kuch or hai (jo khaye kho jaye). mandir ke thik samne inter college hai jisme 6 se 12 tak ki class chalti hai. college ke thik pichhe churmal dev ka mandir hai jaha se HIMALAY charu or dikhayi deta hai.
jaurasi se 10km ki doori par alaymal dev ka mandir hai yaha  log door door se lakhha-bokya ki bali chadane ke liye ate hai.

yaha ke log CRICKET khelne ka bade shokeen hai, har saal january ke mahine mai cricket ka ayojan N.Y.M.D. DURLEKH ke dwara kiya jata hai, jisme lagbhag 20 - 25 team pahuchti hai. 
loadnig......
loadnig.................
loadnig........................
loadnig...................................................

14 दिसम्बर २०१४ को जौरासी में भारी बर्फ बारी हुयी है  लगभग 11 साल बाद इतनी बर्फ गिरी है . इस समय राजकीय इंटर कॉलेज जौरासी का नजारा हेरान कर देने वाला है लोग सुबह से इसकी तस्वीरें अपनी अपनी फेसबुक पर पोस्ट कर रहे है !

 
























G.I.C. JAURASI
CRICKET NEWS
final jeetne ke baad silingpatta me bokya party
sh. vickram singh bhatia ji ke sath team durlekh...
team durlekh nayi jursi ke sath
TEJU BORA 
manoj bora & teju bora 
balak dev mandir 
trophy dete huye sh. V.S. bhatiya ji....
P.A.C. grnd  panagarh me lalit bora or teju bora dhoop ka maja lete huye.
pankhada 
durlekh & thulagaun
BALAK DEV MANDIR
BOKYA-BHAT  
KHANDOORI & PARTY
TEAM DURLEKH
MANOJ BORA (MAHI)
TIME PASS
MR. DEEPAK SINGH BORA (Pankhana wale)
jaurasi mele ki jhaaki
PRAMOD BORA 
TEJU BORA
LALIT BORA & PARTY
JAMTAD KA TOOR
MR. DEEPAK BORA
PRAMOD BORA
ALONE MAHI
DAMUWA PARTY DURLEKH
PARTY TIME IN DHAKALI
PRAMOD & RAVI